Aafreen Full Video Download From Kajraare
filed in Downloads, Full Video Songs, Videos on Jun.25, 2010
filed in Downloads, Full Video Songs, Videos on Jun.25, 2010
filed in Downloads, Full Video Songs, Videos on Jun.18, 2010

filed in Downloads, Full Video Songs, Videos on Jun.11, 2010
filed in Downloads, Full Video Songs, Videos on Jun.03, 2010
filed in Downloads, Wallpapers on Jun.02, 2010
filed in Lyrics on Jun.02, 2010
Song Name : Woh Lamha Phir Se Jeena Hai
Album : Kajraare
Singer(s) : Himesh Reshammiya, Harshdeep Kaur
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer
Woh lamha phir se jeena hai – 3 times
Luck se mile the hum, lamhon mein khile the hum
Aarzoo ae amaada, door the jahan ke gum
Woh lamha phir se jeena hai – 3 times
Tere pehlu mein soye rehna
Tere sapno mein khoye rehna
Haal-e-dil saara tujhse kehna
Meri yaadon mein aana satana tera raat bhar
Meri bechainiyo ko badana tera raat bhar
Woh lamha phir se jeena hai – 2 times
Dekhen tujhe dekhen meri akhiyan
Meethi ambiyon si teri battiyan
Sochun tujhe sochun, saari ratiyan
Tere aagosh mein muskurana mera jhoom ke
Tere honthon ki masti churana mera jhoom ke
Luck se mile the hum, lamhon mein khile the hum
Aarzoo ae amaada, door the jahan ke gum
Woh lamha phir se jeena hai – 4 times
filed in Lyrics on Jun.02, 2010
Song Name : Teriyan Meriyan
Album : Kajraare
Singer(s) : Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer
Teri meriyan, ho ho
Chakhne mein na kar mahiya deriyan
Pakkne lagi hai ishq di beriyan
Chakhne mein na kar mahiya deriyan
Pakkne lagi hai ishq di beriyan
Jod de doriyan, jod de doriyan, jod de doriyan
Teriyan, meriyan, teriyan, meriyan
Chakhne mein na kar mahiya deriyan
Pakkne lagi hai ishq di beriyan
Jod de doriyan, jod de doriyan
Teriyan, meriyan, teriyan, meriyan
Ab nai o katt ti raamta labhiyan, kya karoon main bairiya
Gud se meethay sapno ki ambiyan, kya karoon main jaaniya
Chakhne mein na kar mahiya deriyan
Pakkne lagi hai ishq di beriyan
Jod de doriyan, jod de doriyan
Teriyan, meriyan, teriyan, meriyan
Lagti hai teri baata changiyan, gal sun le dolna
Rab se hamesha tujhko hi mangeya, aagey kya bolna
Chakhne mein na kar mahiya deriyan
Pakkne lagi hai ishq di beriyan
Jod de doriyan, jod de doriyan
Teriyan, meriyan, teriyan, meriyan
filed in Lyrics on Jun.02, 2010
Song Name : Sanu Guzara Zamana
Album : Kajraare
Singer(s) : Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer
Ho yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Ho yaad aa gaya
Woh raatein jo hum ne, saath mein kaati thi
Woh baatein jo hum ne, mil ke baanti thi
Kissa purana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Ho yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Ho sanu guzara zamana yaad aa gaya
Woh raatein jo hum ne, saath mein kaati thi
Woh baatein jo hum ne, mil ke baanti thi
Kissa purana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Ho sanu guzara zamana yaad aa gaya
Jag ko main ishq mein, jag ko main ishq mein
Bhula gaya bhula gaya, bhula gaya bhula gaya
Chahaton mein khud ko jaane mann bhula gaya
Apni saansein apni hi dhadkan bhula gaya
Tere liye main saara jeevan bhula gaya
Bhula gaya
Woh vaade jine hum roz nibaate the
Woh mausam jo saari raat jagate the
Hoo kissa purana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Tujhse door rehna, tujhse door rehna
Rula gaya rula gaya, rula gaya rula gaya
Rula gaya rula gaya, rula gaya rula gaya
Tere ehsaas ka pagal badru la gaya
Teri yaadon ka woh saavan rula gaya
Bikhre sapno ka woh bandhan rula gaya
Rula gaya
Woh galiyan jaha hum, khwaab sajate the
Woh lamhe jine hum, saath bitate the ho
Kissa purana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Ho yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Ho sanu guzara zamana yaad aa gaya
Sanu guzara zamana yaad aa gaya
Ho sanu guzara zamana yaad aa gaya
filed in Lyrics on Jun.02, 2010
Song Name : Tujhe Dekh Ke Armaan Jaage
Album : Kajraare
Singer(s) : Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer
O dolna sajna ranjhna re
Nai jeena tere bina tere bina re
O dolna sajna ranjhna re
Nai jeena tere bina tere bina re
Tujhe dekh ke armaan jaage
Maara thaare bin dil na laage
Rabba jaane maherooba jaane hoga kya aagey
Tujhe dekh ke armaan jaage
Maara thaare bin dil na laage
Tujhe dekh ke armaan jaage
Ho maara thaare bin dil na laage
Ho rabba jaane maherooba jaane hoga kya aagey
Ho mahirooba re, o mahirooba re, o mahirooba re, o mahirooba re
Bas mein nahi hai yaara, meri jazbaat
Maangu duayein main to saari saari raat
Aise waise kaise bhi ho, ab halaat
Mujhe rehna hai tere, bas tere saath
Tu hi jahan hai mera, tu aarzoo
Mere lamhaton mein hai tu ru ba ru
Tujhe dekh ke armaan jaage
Ho maara thaare bin dil na laage
Rabba jaane maherooba jaane hoga kya aagey
Ho mahirooba re, o mahirooba re
Tere hawale kar gayi, maine zindagi
Tujh mein fanaa ho jaaye, meri aashique
Shidaton se ki hai maine, teri bandhgi
Dil ki lagi hai yeh to, nahi dilagi
Jab kabhi dekhoge tum apne dil mein
Main hi milunga dil ki mehfil mein
Tujhe dekh ke armaan jaage
Ho maara thaare bin dil na laage
Ho rabba jaane maherooba jaane hoga kya aagey
Ho mahirooba re, o mahirooba re, o mahirooba re, o mahirooba re